Shabbir Qamar Bukhari Photo 2021

Shabbir Qamar Islamic
3 min readFeb 14, 2021

About Shabbir Qamar Bukhari

Molana Shabir Qamar bukhari yakam January 1994 mein Pakistan ke shehar Multan bastii maluk ( jalal Shah ) mein peda hue, yeh Pakistan ke mashhoor mazhabi skalr hain, yeh Pakistan ke mukhtalif shehron mein khitaab karne ke liye bhi jatay hain, molana Shabir Qamar bukhari ke waalid sahib syed baradri ke sath talluq rakhnay walay hain, syed baradri jo ke musalmanoon mein aik azeem aur qabil izzat qoum hai, molana Shabir Qamar bukhari musalmanoon ki nigah mein aala maqam rakhtay hain, molana Shabir Qamar bukhari ko –apne khandan mein aala taleem haasil karne ka mauqa mila, molana Shabir Qamar bukhari ki pehli taqreer yakam January 2019 ko Pakistan ke shehar Multan mein hui thi. uss waqt is ke samnay sirf ( 30 ) mard baithy thay. lekin الحمدللہ aaj hazaron dars quran deta hai. yeh mazhab quran aur ahadees ke mozuaat par guftagu karte hain. yeh jo bhi jaanta hai awam mein behtari laane ke liye awam tak pohanchata hai. yeh aik mahinay mein Pakistan ke mukhtalif shehron mein satrah se ziyada maqamat par dars quran deta hai aur islam ki tableegh ke liye mukhtalif mumalik ka dora bhi karta hai

--

--

Shabbir Qamar Islamic

You will find it on this page Islamic Quotes,Islamic Status,Islamic Stories In Urdu (English), Aqwal e Zareen, Urdu Bayan By Shabbir Qamar Bukhari